Friday, 7 November 2014

*Imaan waale to wahi hai
ALLAH Ta'ala ka irshaad hai

"Imaan waale to wahi hai ke
Jab ALLAH Ta'ala ka naam
liya jata hai to in ke dil darr
Jate hain aur jab ALLAH Ta'ala
Ki aayatein un ko padh kar
Sunayee Jati hain..

To woh aayatein un
Ke imaan ko qavi tar kar deti
Hain aur woh apne Rabb hi
Par tawakkal karte hain."

( Qura'an: Surah-Al-Anfal-2 )

No comments:

Post a Comment