Tuesday, 9 September 2014

∗ Jab Koi Taubah Kare Tou….

» Hadees : Hazrate Abu
Huraira (R.A) Se Riwayat
Hai Ki, Rasool’Allah
(Sallallahu Alaihi Wasallam)
Ne Farmaya !@

“Astaghfirullah Allazi La Ilaha
Illa Huwal Hayyul Qayyum
Wa Atubu Ilayh”

“Tum Me Se Jab Koi Taubah
Kare Tou Allah Ta’ala Uss
Se Itna Ziyada Khush Hota
Hai, Jitna Koi Tum Me Se
Apna Ghuma Hua Jaanwar
(Camel) Paaney Se Khush
Hota Hai”...

- (Sahih Muslim Sharif)

No comments:

Post a Comment