Friday, 18 July 2014

*Ramadhan ka Aakhri Ashrae (Last 10 days) mein ziyada
Ibadat kijiye*

Umm Aayesha (R.A) se
Rivayat hai ki jab (Ramadhan ka) Aakhri ashra aata to
Nabee (Sallallahu Alaihi
Wasallam) apna tehband
Mazboot baandh letey (yani
apni kamar kas letey)

Aur un raaton mein Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam)
Khud bhi jagtey aur apney
ghar walonko bhi jagaya
kartey they...

(Sahih Bukhari , Vol 3, 2024)

No comments:

Post a Comment