Friday, 16 May 2014

Pani peene k baad ki dua aur sunnatein:
Sab tarifein Allah k liye hai jis
Ne hamein apni rahmat se m
Mitha pani pilaya

Aur hamare gunaho ki wajah se
Use khara aur kadwa nahi banaya:

1) Seedhe hath se pina,
2) Baith kar pina,
3)Dekh kar pina, 4)BISMILLAAH padh kar pina, 5) 3saans me pina,
6) Pine k baad ALHAMDULILLAAH kehna...

No comments:

Post a Comment